Born: December 14, 1931, Amroha
Died: November 8, 2002, Karachi, Pakistan
Jon Elia Books List:
NA
Youn jo takta hai aasman ko tun, koi rahta hai aasman me kia. Ye mujhe chain kyon nahin padta ek he sakhs tha jahan me kian. Sad Poetry youn jo takta hai tun
Aaj wo padh lia gaya jisko padha na ja saka, aaj kisi kitab me kuch bhi likha hua nahin. Jon Elia Urdu Shayari
KOi mujhtak pahoch nahi sakta, itna aasan hai pata mera
Ek Sakhs Kar Raha hai abhi tak wafa ka zirk
Kah us zuban daraz ka muh nonch le koi
Gair k dil me utarna tha, mere dil se utar gaye hote. Sad Poetry Jon Elia
Bhatakta fir raha hun justazoo bin, sarapa aarzoo hun aarzoo bin. jon elia two lines urdu poetry
Jon kabtak karogey apna masalya talash
Ab kai hazr ho chuke ab kai saal ho gaye
Ya gham kya dil ki aadat hai? Nahin to
Kisi se kuch shikayat hai? Nahi to
Tum jo kahti ho chhor do cigarette
Tum mera hath tham sakti ho?