Na jeet ki khabar thi na haaaaar ki khabar thi
Hamen to bas Khuda ke Dildaar ki khabar thi
Uthen agar junoon me Abbas Asamn giraden
Hamen yazeed ke har waaaaar ki khabar thiii
Aaaashiq ki manzil hoti hai mehboob ka darr
mujhe unse milane ka aye jahan tera shukria
Dawaa ki talaaaaaash me raha dua ko chorkar
maen chal na saka jahan me khata ko chorkar
Heran hon aaaaaj apni hi hasraton par abbas
Har cheez mangii Khuda se Khuda ko chorkar
Dard ko dawa ki zaroorat hoti hai
Dil ko KHUDA ki zaroorat hoti hai
Jate jate zaraaa ye bhi dekhta jaaaaaaaaa
Ek moat se zinda kitne musalman hue hen
Dawaa ki talaaaaaash me raha dua ko chorkar
maen chal na saka jahan me khata ko chorkar
Heran hon aaaaaj apni hi hasraton par abbas
Har cheez mangii Khuda se Khuda ko chorkar
Tumhaaaare ujre khayalon ko naya mor deta hai
Toooote hue dil ko tere jorr detaaaaaaaaaa haiiiii
Rahene nahi deta tujhko kbhi akle kahin pr abbas
Zaroorat ke bad tu jiska nam lena chordetaaa hai
Wo to farishton ko bhi batataaaaaa hai khoobyan teri
Aur tu naam bhi leta hai uska apna nam kamane k lye